Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan, Urdu Ghazal By Panna Lal Noor

Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Panna Lal Noor. Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یاد عہد گل میں باقی ہیں ابھی رعنائیاں

پنا لعل نور

یاد عہد گل میں باقی ہیں ابھی رعنائیاں

تیرتی ہیں غم کی گہرائی میں کچھ پرچھائیاں

دیر تک تنہا کھڑا دیکھا کیا اس موڑ پر

جا چکی تھیں جس طرف بجتی ہوئی شہنائیاں

سختیٔ دور خزاں کو چار دن بیتے نہیں

پھر وہی بلبل کے نغمے پھر چمن آرائیاں

خود سے بھی خلوت میں ملنے کو ترس جاتا ہوں میں

لپٹی رہتی ہیں ہمیشہ یوں مری پرچھائیاں

نورؔ بے پایاں خلا میں ڈوبتی ہے جب نظر

اور بڑھ جاتی ہیں میری رات کی تنہائیاں

پنا لعل نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan

Panna Lal Noor

shab-e-ahd-e-gul mein baqi hain abhi ranaiyan
tairti hain gham ki gahrai mein kuchh parchhaiyan

der tak tanha khaDa dekha kiya us moD par
ja chuki thin jis taraf bajti hui shahnaiyan

saKHti-e-daur-e-KHizan ko chaar din bite nahin
phir wahi bulbul ke naghme phir chaman-araiyan

KHud se bhi KHalwat mein milne ko taras jata hun main
lipTi rahti hain hamesha yun meri parchhaiyan

'nur' be-payan KHala mein Dubti hai jab nazar
aur baDh jati hain meri raat ki tanhaiyan

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan written by Panna Lal Noor at UrduPoint. Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan is one of the masterpieces written by Panna Lal Noor. You can also find the complete poetry collection of Panna Lal Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Panna Lal Noor' above.

Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-ahd-e-gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.