Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam, Urdu Ghazal By Parkash Nath Parvez

Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Parkash Nath Parvez. Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ قدرت کے ہاتھوں کے دل کش صنم

پرکاش ناتھ پرویز

یہ قدرت کے ہاتھوں کے دل کش صنم

کہیں دیکھ کر بت نہ بن جائیں ہم

مرا دل بڑی قیمتی چیز ہے

مقیم اس میں ہے ایک عالم کا غم

محبت سے خالی نہیں کوئی دل

محبت ہر اک دل میں ہے بیش و کم

ستم کو کرم کہہ رہا ہے جہاں

ذرا دیکھیے تو جہاں کا ستم

اگر دل میں رنگینیاں ہی نہ ہوں

تو سیر جناں بھی ہے سیر عدم

میرے ذہن میں ہیں کئی منزلیں

ابھی مطمئن ہوں نہ میرے قدم

ہوئے نامور حاسدوں کے طفیل

جہاں میں تھے پرویزؔ گم نام ہم

پرکاش ناتھ پرویز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam

Parkash Nath Parvez

ye qudrat ke hathon ke dilkash sanam
kahin dekh kar but na ban jaen hum

mera dil baDi qimti chiz hai
muqim is mein hai ek aalam ka gham

mohabbat se KHali nahin koi dil
mohabbat har ek dil mein hai besh-o-kam

sitam ko karam kah raha hai jahan
zara dekhiye to jahan ka sitam

agar dil mein ranginiyan hi na hon
to sair-e-jinan bhi hai sair-e-adam

mere zehn mein hain kai manzilen
abhi mutmain hon na mere qadam

hue namwar hasidon ke tufail
jahan mein the 'parwez' gum-nam hum

(478) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam written by Parkash Nath Parvez at UrduPoint. Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam is one of the masterpieces written by Parkash Nath Parvez. You can also find the complete poetry collection of Parkash Nath Parvez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parkash Nath Parvez' above.

Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Qudrat Ke Hathon Ke Dilkash Sanam, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.