Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main, Urdu Ghazal By Parkash Tiwari

Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Parkash Tiwari. Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غموں کے اندھیروں میں غرقاب ہوں میں

پرکاش تیواری

غموں کے اندھیروں میں غرقاب ہوں میں

اماوس کا بکھرا ہوا خواب ہوں میں

مرے نام سے ہے زمانے کو نفرت

کہ پیالے میں ہستی کے زہراب ہوں میں

جمی ہے امیدوں پہ حرماں کی کائی

کہ صحرا کا اک خشک تالاب ہوں میں

قلم بند ہیں جس میں روحوں کے قصے

کتاب زمانہ کا وہ باب ہوں میں

پڑا ہے جو کھائی میں تاریکیوں کی

مرادوں کا وہ نخل شاداب ہوں میں

تجھے زیست کی ہر خوشی ہو میسر

مرا غم نہ کر شاد و شاداب ہوں میں

تعارف مرا کیا ہے پوچھو نہ پرکاشؔ

وفا نام ہے اور نایاب ہوں میں

پرکاش تیواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main

Parkash Tiwari

ghamon ke andheron mein gharqab hun main
amawas ka bikhra hua KHwab hun main

mere nam se hai zamane ko nafrat
ki pyale mein hasti ke zahrab hun main

jami hai umidon pe hirman ki kai
ki sahra ka ek KHushk talab hun main

qalam-band hain jis mein ruhon ke qisse
kitab-e-zamana ka wo bab hun main

paDa hai jo khai mein tarikiyon ki
muradon ka wo naKHl-e-shadab hun main

tujhe zist ki har KHushi ho mayassar
mera gham na kar shad-o-shadab hun main

taaruf mera kya hai puchho na 'parkash'
wafa nam hai aur nayab hun main

(424) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main written by Parkash Tiwari at UrduPoint. Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main is one of the masterpieces written by Parkash Tiwari. You can also find the complete poetry collection of Parkash Tiwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parkash Tiwari' above.

Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghamon Ke Andheron Mein Gharqab Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.