Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha, Urdu Ghazal By Parvez Bazmi

Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Parvez Bazmi. Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ خواب خواب فضا وہ نگر کسی کا تھا

پرویز بزمی

وہ خواب خواب فضا وہ نگر کسی کا تھا

مسافرت تو مری تھی سفر کسی کا تھا

نظر گریز رہیں اس طرح مری آنکھیں

کہ جیسے میرا نہیں میرا گھر کسی کا تھا

لہو تو میرا چھپا تھا کلی کی مٹھی میں

کھلے گلاب پہ حق نظر کسی کا تھا

بہت بلند مری پاسباں فصیلیں تھیں

دھڑکتے دل کو مرے پھر بھی ڈر کسی کا تھا

یہ ہاتھ پاؤں مرے تھے زبان میری تھی

جو دے رہا تھا اشارے وہ سر کسی کا تھا

پرویز بزمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha

Parvez Bazmi

wo KHwab KHwab faza wo nagar kisi ka tha
musafirat to meri thi safar kisi ka tha

nazar-gurez rahin is tarah meri aankhen
ki jaise mera nahin mera ghar kisi ka tha

lahu to mera chhupa tha kali ki muTThi mein
khule gulab pe haqq-e-nazar kisi ka tha

bahut buland meri pasban fasilen thin
dhaDakte dil ko mere phir bhi Dar kisi ka tha

ye hath panw mere the zaban meri thi
jo de raha tha ishaare wo sar kisi ka tha

(282) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha written by Parvez Bazmi at UrduPoint. Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha is one of the masterpieces written by Parvez Bazmi. You can also find the complete poetry collection of Parvez Bazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parvez Bazmi' above.

Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo KHwab KHwab Faza Wo Nagar Kisi Ka Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.