Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha, Urdu Ghazal By Parvez Waris

Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Parvez Waris. Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا میں دور موج روانی کے پار تھا

پرویز وارث

دریا میں دور موج روانی کے پار تھا

کچھ تیرتا ہوا تھا جو پانی کے پار تھا

یوں تو دکھائی دیتا تھا بڑھ کر نقوش سے

چھونے گئے ذرا تو نشانی کے پار تھا

عنوان اور کچھ ہوا آخر کتاب کا

کردار جانے کس کا کہانی کے پار تھا

کس نے کسے صدائیں دی ماضی کی آڑ میں

جانے یہ کون یاد پرانی کے پار تھا

ساحل پہ جیسے ہم تو سماعت میں غرق تھے

لہجے میں اس طرح وہ زبانی کے پار تھا

پرویزؔ شکر ہے کہ وہ لفظوں میں ضم ہوا

اک حرف تھا جو تیز روانی کے پار تھا

پرویز وارث

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha

Parvez Waris

dariya mein dur mauj-e-rawani ke par tha
kuchh tairta hua tha jo pani ke par tha

yun to dikhai deta tha baDh kar nuqush se
chhune gae zara to nishani ke par tha

unwan aur kuchh hua aaKHir kitab ka
kirdar jaane kis ka kahani ke par tha

kis ne kise sadaen di mazi ki aaD mein
jaane ye kaun yaad purani ke par tha

sahil pe jaise hum to samaat mein gharq the
lahje mein is tarah wo zabani ke par tha

'parwez' shukr hai ki wo lafzon mein zam hua
ek harf tha jo tez-rawani ke par tha

(347) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha written by Parvez Waris at UrduPoint. Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha is one of the masterpieces written by Parvez Waris. You can also find the complete poetry collection of Parvez Waris by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parvez Waris' above.

Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Mein Dur Mauj-e-rawani Ke Par Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.