Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai, Urdu Ghazal By Pasha Rahman

Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pasha Rahman. Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگرچہ منہ سے وہ کہتا نہیں ہے

پاشا رحمان

اگرچہ منہ سے وہ کہتا نہیں ہے

مگر حال اس کا کچھ اچھا نہیں ہے

مقابل آئینہ ہے سوچتا ہوں

یہ چہرہ تو مرا چہرہ نہیں ہے

وہاں کرتے رہے صحرا نوردی

جہاں کوسوں کوئی سایا نہیں ہے

سنو کہ زرد موسم کے اثر سے

گلوں کا حال کچھ اچھا نہیں ہے

جلے سپنے بجھی چشم تمنا

مگر اب تک کوئی آیا نہیں ہے

نہ جانے رات بھر کیوں سوچتا ہوں

یہ زنداں ہے مرا کمرہ نہیں ہے

اکیلے میں ملوں پاشاؔ سے کیسے

کسی لمحہ بھی وہ تنہا نہیں ہے

پاشا رحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai

Pasha Rahman

agarche munh se wo kahta nahin hai
magar haal us ka kuchh achchha nahin hai

muqabil aaina hai sochta hun
ye chehra to mera chehra nahin hai

wahan karte rahe sahra-nawardi
jahan koson koi saya nahin hai

suno ki zard mausam ke asar se
gulon ka haal kuchh achchha nahin hai

jale sapne bujhi chashm-e-tamanna
magar ab tak koi aaya nahin hai

na jaane raat bhar kyon sochta hun
ye zindan hai mera kamra nahin hai

akele mein milun pasha se kaise
kisi lamha bhi wo tanha nahin hai

(528) ووٹ وصول ہوئے

You can read Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai written by Pasha Rahman at UrduPoint. Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai is one of the masterpieces written by Pasha Rahman. You can also find the complete poetry collection of Pasha Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pasha Rahman' above.

Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agarche Munh Se Wo Kahta Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.