Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main, Urdu Ghazal By Pawan Kumar

Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pawan Kumar. Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک لہراتی ہوئی ندی کا ساحل ہوا میں

پون کمار

ایک لہراتی ہوئی ندی کا ساحل ہوا میں

پھر ہوا یہ کہ ہر اک لہر سے گھائل ہوا میں

اب بناتے ہیں مرے دوست نشانہ مجھ کو

تجھ کو پانے کی طلب میں کسی قابل ہوا میں

دل میں اس راز کو تا عمر چھپا کر رکھا

کس کی چاہت میں تھا شامل کسے حاصل ہوا میں

آ گیا عشق کا مفہوم سمجھ میں اس کی

اس کے خوابوں میں کسی روز جو داخل ہوا میں

تو سخن ور ہے تو مجھ کو بھی یہ حاصل ہے شرف

لفظ بن کر ترے دیوان میں شامل ہوا میں

ایک مدت سے سمجھنے میں لگا ہوں خود کو

یعنی اب اپنے لیے بھی بڑا مشکل ہوا میں

پون کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main

Pawan Kumar

ek lahraati hui naddi ka sahil hua main
phir hua ye ki har ek lahr se ghael hua main

ab banate hain mere dost nishana mujh ko
tujh ko pane ki talab mein kisi qabil hua main

dil mein is raaz ko ta-umr chhupa kar rakkha
kis ki chahat mein tha shamil kise hasil hua main

aa gaya ishq ka mafhum samajh mein us ki
us ke KHwabon mein kisi roz jo daKHil hua main

tu suKHan-war hai to mujh ko bhi ye hasil hai sharaf
lafz ban kar tere diwan mein shamil hua main

ek muddat se samajhne mein laga hun KHud ko
yani ab apne liye bhi baDa mushkil hua main

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main written by Pawan Kumar at UrduPoint. Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main is one of the masterpieces written by Pawan Kumar. You can also find the complete poetry collection of Pawan Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pawan Kumar' above.

Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Lahraati Hui Naddi Ka Sahil Hua Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.