Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun, Urdu Ghazal By Payam Fatehpuri

Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Payam Fatehpuri. Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنگ پر اور نہ عداوت پہ یقیں رکھتا ہوں

پیام فتحپوری

جنگ پر اور نہ عداوت پہ یقیں رکھتا ہوں

میں ہوں انسان محبت پہ یقیں رکھتا ہوں

کب میں سرمایہ و دولت پہ یقیں رکھتا ہوں

زندگی کے لئے محنت پہ یقیں رکھتا ہوں

آسماں بھی ترے قدموں پہ جھکے گا اک دن

اے وطن میں تری عظمت پہ یقیں رکھتا ہوں

دھرم کے نام کا نیلام مبارک تم کو

کب میں مذہب کی تجارت پہ یقیں رکھتا ہوں

زندہ تاریخ کا عنواں ہے شہیدوں کا لہو

عظمت ذوق شہادت پہ یقیں رکھتا ہوں

حرم و دیر و کلیسا کی طرف کیوں جاؤں

میں تو انساں کی محبت پہ یقیں رکھتا ہوں

پیام فتحپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun

Payam Fatehpuri

jang par aur na adawat pe yaqin rakhta hun
main hun insan mohabbat pe yaqin rakhta hun

kab main sarmaya-o-daulat pe yaqin rakhta hun
zindagi ke liye mehnat pe yaqin rakhta hun

aasman bhi tere qadmon pe jhukega ek din
ai watan main teri azmat pe yaqin rakhta hun

dharm ke nam ka nilam mubarak tum ko
kab main mazhab ki tijarat pe yaqin rakhta hun

zinda tariKH ka unwan hai shahidon ka lahu
azmat-e-zauq-e-shahadat pe yaqin rakhta hun

haram-o-dair-o-kalisa ki taraf kyon jaun
main to insan ki mohabbat pe yaqin rakhta hun

(607) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun written by Payam Fatehpuri at UrduPoint. Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun is one of the masterpieces written by Payam Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Payam Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Payam Fatehpuri' above.

Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jang Par Aur Na Adawat Pe Yaqin Rakhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.