Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai, Urdu Ghazal By Payam Fatehpuri

Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Payam Fatehpuri. Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں مسافر رہ عشق ہوں نہ سحر ہے کوئی نہ شام ہے

پیام فتحپوری

میں مسافر رہ عشق ہوں نہ سحر ہے کوئی نہ شام ہے

یہ سفر ازل سے ابد تلک نہ قیام ہے نہ مقام ہے

میں تمام عشق و نیاز ہوں وہ تغافل و ہمہ بے رخی

اسے اپنے کام سے کام ہے مجھے اپنے کام سے کام ہے

تری رہ گزر پہ مری نظر مجھے صبح و شام کی کیا خبر

نہ ترے خیال میں صبح ہے نہ ترے خیال میں شام ہے

وہ چمن جہاں پہ ہوں زلف و رخ وہ وطن جہاں ہو کوئی صنم

یہیں اہل دل کا مقام ہے یہیں اہل دل کا قیام ہے

تجھے گردشوں ہی سے کام ہے کبھی اے فلک یہ بتا مجھے

کوئی اس کے وصل کی صبح ہے کوئی اس کے وصل کی شام ہے

ہے عجب فضا مرے دیس کی کوئی شیخ ہے کوئی برہمن

مجھے آدمی کی تلاش ہے مگر آدمی ابھی خام ہے

وہ جو چپ ہے شہر ہے دشت سا میں پیامؔ کیسے جیوں یہاں

نہ اب اس کا کوئی پیام ہے نہ دعا ہے اور نہ سلام ہے

پیام فتحپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai

Payam Fatehpuri

main musafir-e-rah-e-ishq hun na sahar hai koi na sham hai
ye safar azal se abad talak na qiyam hai na maqam hai

main tamam ishq-o-niyaz hun wo taghaful-o-hama-be-ruKHi
use apne kaam se kaam hai mujhe apne kaam se kaam hai

teri rahguzar pe meri nazar mujhe subh-o-sham ki kya KHabar
na tere KHayal mein subh hai na tere KHayal mein sham hai

wo chaman jahan pe hon zulf-o-ruKH wo watan jahan ho koi sanam
yahin ahl-e-dil ka maqam hai yahin ahl-e-dil ka qiyam hai

tujhe gardishon hi se kaam hai kabhi ai falak ye bata mujhe
koi us ke wasl ki subh hai koi us ke wasl ki sham hai

hai ajab faza mere des ki koi shaiKH hai koi barahman
mujhe aadmi ki talash hai magar aadmi abhi KHam hai

wo jo chup hai shahr hai dasht sa main 'payam' kaise jiyun yahan
na ab us ka koi payam hai na dua hai aur na salam hai

(600) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai written by Payam Fatehpuri at UrduPoint. Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai is one of the masterpieces written by Payam Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Payam Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Payam Fatehpuri' above.

Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Musafir-e-rah-e-ishq Hun Na Sahar Hai Koi Na Sham Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.