Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai, Urdu Ghazal By Poonam Yadav

Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Poonam Yadav. Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی جب بھی آزماتی ہے

پونم یادو

زندگی جب بھی آزماتی ہے

کچھ نہ کچھ تو ہمیں سکھاتی ہے

ہر حقیقت سمجھ میں آتی ہے

موت جب آئنہ دکھاتی ہے

ایک ننھی پری ہے آنگن میں

جو مرے گھر کو گھر بناتی ہے

کوئی پاگل لہر کنارے پر

جانے کیا لکھتی ہے مٹاتی ہے

سرپھری ہو گئی ہے اک لڑکی

وہ ہوا میں دیا جلاتی ہے

پونم یادو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai

Poonam Yadav

zindagi jab bhi aazmati hai
kuchh na kuchh to hamein sikhati hai

har haqiqat samajh mein aati hai
maut jab aaina dikhati hai

ek nannhi pari hai aangan mein
jo mere ghar ko ghar banati hai

koi pagal lahar kinare par
jaane kya likhti hai miTati hai

sar-phiri ho gai hai ek laDki
wo hawa mein diya jalati hai

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai written by Poonam Yadav at UrduPoint. Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai is one of the masterpieces written by Poonam Yadav. You can also find the complete poetry collection of Poonam Yadav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Poonam Yadav' above.

Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.