Aaj Bhi Socha Bahut, Urdu Ghazal By Prakash Prohit

Aaj Bhi Socha Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prakash Prohit. Aaj Bhi Socha Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Bhi Socha Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج بھی سوچا بہت

پرکاش پروہت

آج بھی سوچا بہت

اور پھر رویا بہت

میں کہیں بھی تھا نہیں

آئنہ دیکھا بہت

آدمی کمزور تھا

زخم تھا گہرا بہت

تھا وہ دریا دل مگر

آپ نے مانگا بہت

عیب بھی چھپ جائیں گے

پاس ہے پیسہ بہت

کیا پتہ کیوں آپ کو

دیکھ کر دیکھا بہت

بس یہی افسوس ہے

کم لکھا بھوگا بہت

پرکاش پروہت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Bhi Socha Bahut

Prakash Prohit

aaj bhi socha bahut
aur phir roya bahut

main kahin bhi tha nahin
aaina dekha bahut

aadmi kamzor tha
zaKHm tha gahra bahut

tha wo dariya-dil magar
aap ne manga bahut

aib bhi chhup jaenge
pas hai paisa bahut

kya pata kyon aap ko
dekh kar dekha bahut

bas yahi afsos hai
kam likha bhoga bahut

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Bhi Socha Bahut written by Prakash Prohit at UrduPoint. Aaj Bhi Socha Bahut is one of the masterpieces written by Prakash Prohit. You can also find the complete poetry collection of Prakash Prohit by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prakash Prohit' above.

Aaj Bhi Socha Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Bhi Socha Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.