Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo, Urdu Ghazal By Prem Bhandari

Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prem Bhandari. Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے مرے دل کی یہ تصویر نظر میں رکھ لو

پریم بھنڈاری

ہے مرے دل کی یہ تصویر نظر میں رکھ لو

ایک ٹوٹا ہوا ارمان ہوں گھر میں رکھ لو

جانتا ہوں کہ ابھی ساتھ نہیں آ سکتا

پر مری یاد تو سامان سفر میں رکھ لو

یوں تو اڑنے کے لئے طاقت پرواز بھی ہے

پھر بھی چاہو تو مرا حوصلہ پر میں رکھ لو

یہ وہی گاؤں ہیں فصلیں جو اگاتے تھے کبھی

بھوک لے آئی ہے ان کو تو نگر میں رکھ لو

پریم بھنڈاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo

Prem Bhandari

hai mere dil ki ye taswir nazar mein rakh lo
ek TuTa hua arman hun ghar mein rakh lo

jaanta hun ki abhi sath nahin aa sakta
par meri yaad to saman-e-safar mein rakh lo

yun to uDne ke liye taqat-e-parwaz bhi hai
phir bhi chaho to mera hausla par mein rakh lo

ye wahi ganw hain faslen jo ugate the kabhi
bhuk le aai hai in ko to nagar mein rakh lo

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo written by Prem Bhandari at UrduPoint. Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo is one of the masterpieces written by Prem Bhandari. You can also find the complete poetry collection of Prem Bhandari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prem Bhandari' above.

Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Mere Dil Ki Ye Taswir Nazar Mein Rakh Lo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.