Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho, Urdu Ghazal By Prem Kumar Nazar

Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prem Kumar Nazar. Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذات میں کرب ہو اور کرب کا اظہار نہ ہو

پریم کمار نظر

ذات میں کرب ہو اور کرب کا اظہار نہ ہو

سوچتا ہوں کہیں میرا یہی کردار نہ ہو

میرے آنگن میں کھلی دھوپ کا اسرار ہے کیا

اٹھ کے دیکھوں تو سہی وہ پس دیوار نہ ہو

جی میں آتی ہے کہ اب ایسے سفر پر نکلیں

اونٹ ہمراہ نہ ہو جیب میں دینار نہ ہو

کشتیاں کس لئے ساحل سے بندھی رہتی ہیں

ہو نہ ہو نیلے سمندر میں کوئی غار نہ ہو

پریم کمار نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho

Prem Kumar Nazar

zat mein karb ho aur karb ka izhaar na ho
sochta hun kahin mera yahi kirdar na ho

mere aangan mein khili dhup ka asrar hai kya
uTh ke dekhun to sahi wo pas-e-diwar na ho

ji mein aati hai ki ab aise safar par niklen
unT ham-rah na ho jeb mein dinar na ho

kashtiyan kis liye sahil se bandhi rahti hain
ho na ho nile samundar mein koi ghaar na ho

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho written by Prem Kumar Nazar at UrduPoint. Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho is one of the masterpieces written by Prem Kumar Nazar. You can also find the complete poetry collection of Prem Kumar Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prem Kumar Nazar' above.

Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zat Mein Karb Ho Aur Karb Ka Izhaar Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.