Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein, Urdu Ghazal By Prem Warbartani

Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prem Warbartani. Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج کیا دیکھا خلاؤں کے سنہرے خواب میں

پریم واربرٹنی

آج کیا دیکھا خلاؤں کے سنہرے خواب میں

ریگزاروں کے سوا کچھ بھی نہیں مہتاب میں

جب سے پہنا ہے نئے موسم نے زخموں کا لباس

پھول سے کھلنے لگے ہیں دیدۂ خوں ناب میں

نصف شب کو نیند میں چلتا ہوا پیکر کوئی

نقش پا کیوں چھوڑ جاتا ہے دیار خواب میں

وہ تو خود اپنے تجسس میں بھٹک کر رہ گئے

تذکرہ تھا جن کی عظمت کا بہت احباب میں

چھیڑتا ہے ساز شب کو یوں سمندر کا سکوت

ڈوب جاتی ہے فضا سنگیت کے سیلاب میں

پریم واربرٹنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein

Prem Warbartani

aaj kya dekha KHalaon ke sunahre KHwab mein
regzaron ke siwa kuchh bhi nahin mahtab mein

jab se pahna hai nae mausam ne zaKHmon ka libas
phul se khilne lage hain dida-e-KHun-nab mein

nisf shab ko nind mein chalta hua paikar koi
naqsh-e-pa kyun chhoD jata hai dayar-e-KHwab mein

wo to KHud apne tajassus mein bhaTak kar rah gae
tazkira tha jin ki azmat ka bahut ahbab mein

chheDta hai saz-e-shab ko yun samundar ka sukut
Dub jati hai faza sangit ke sailab mein

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein written by Prem Warbartani at UrduPoint. Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein is one of the masterpieces written by Prem Warbartani. You can also find the complete poetry collection of Prem Warbartani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prem Warbartani' above.

Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.