Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan, Urdu Ghazal By Pritpal Singh Betab

Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pritpal Singh Betab. Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ تو ہیں پیکر پریشاں آذروں کے درمیاں

پرتپال سنگھ بیتاب

کچھ تو ہیں پیکر پریشاں آذروں کے درمیاں

اور کچھ آزر پریشاں پتھروں کے درمیاں

سب خبر ہوتے ہوئے پیر مغاں ہے بے خبر

تشنگی کا غلغلہ ہے ساغروں کے درمیاں

بھیڑ کی بے چہرگی میں ہیں کئی چہرے نہاں

چند سر والے بھی ہیں ان بے سروں کے درمیاں

آؤ سب اک روز مل بیٹھیں یہ سوچیں کیوں ہوئی

اس قدر بے چارگی چارہ گروں کے درمیاں

حادثوں کے شہر میں اک حادثہ یہ بھی ہوا

ایک شیشہ آ گیا ہے پتھروں کے درمیاں

جائے حیرت اس نئی تہذیب میں موجود ہے

اک پرانا سا کھنڈر اونچے گھروں کے درمیاں

وہ تو بھاری پڑ گیا بیتابؔ اک بچھو کا ڈنک

عمر ورنہ کٹ چکی تھی اژدہوں کے درمیاں

پرتپال سنگھ بیتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan

Pritpal Singh Betab

kuchh to hain paikar pareshan aazaron ke darmiyan
aur kuchh aazar pareshan pattharon ke darmiyan

sab KHabar hote hue pir-e-mughan hai be-KHabar
tishnagi ka ghalghala hai sagharon ke darmiyan

bhiD ki be-chehragi mein hain kai chehre nihan
chand sar wale bhi hain in be-saron ke darmiyan

aao sab ek roz mil baiThen ye sochen kyun hui
is qadar bechaargi chaaragaron ke darmiyan

hadson ke shahr mein ek hadsa ye bhi hua
ek shisha aa gaya hai pattharon ke darmiyan

ja-e-hairat is nai tahzib mein maujud hai
ek purana sa khanDar unche gharon ke darmiyan

wo to bhaari paD gaya 'betab' ek bichchhu ka Dank
umr warna kaT chuki thi azdahon ke darmiyan

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan written by Pritpal Singh Betab at UrduPoint. Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan is one of the masterpieces written by Pritpal Singh Betab. You can also find the complete poetry collection of Pritpal Singh Betab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pritpal Singh Betab' above.

Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh To Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.