Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai, Urdu Ghazal By Pritpal Singh Betab

Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pritpal Singh Betab. Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کا کمال ہے کہ خزاں پر بہار ہے

پرتپال سنگھ بیتاب

اس کا کمال ہے کہ خزاں پر بہار ہے

حد نظر تلک جو طلسمی حصار ہے

آگے بھی صبح تک نہیں روشن کوئی سراغ

پیچھے بھی دور دور یہ تاریک غار ہے

جھونکے کہیں سے آتے ہیں تازہ ہواؤں کے

کنج قفس کہیں کوئی راہ فرار ہے

ان آبلوں کو پاؤں سے نسبت ہے دائمی

آگے یہی سفر ہے یہی خار زار ہے

تھا اک شجر بلند جو آندھی میں گر گیا

بستی تمام اس کے لئے سوگوار ہے

بیتابؔ تم فقیر کہاں آ گئے میاں

اس شہر میں اک ایک بشر شہر یار ہے

پرتپال سنگھ بیتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai

Pritpal Singh Betab

us ka kamal hai ki KHizan par bahaar hai
hadd-e-nazar talak jo tilismi hisar hai

aage bhi subh tak nahin raushan koi suragh
pichhe bhi dur dur ye tarik ghaar hai

jhonke kahin se aate hain taza hawaon ke
kunj-e-qafas kahin koi rah-e-farar hai

in aablon ko panw se nisbat hai daimi
aage yahi safar hai yahi KHarzar hai

tha ek shajar buland jo aandhi mein gir gaya
basti tamam us ke liye sogwar hai

'betab' tum faqir kahan aa gae miyan
is shahr mein ek ek bashar shahr-e-yar hai

(705) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai written by Pritpal Singh Betab at UrduPoint. Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai is one of the masterpieces written by Pritpal Singh Betab. You can also find the complete poetry collection of Pritpal Singh Betab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pritpal Singh Betab' above.

Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Ka Kamal Hai Ki KHizan Par Bahaar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.