Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi, Urdu Ghazal By Priyamvada Singh

Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Priyamvada Singh. Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کے خوابوں میں گم اک زندگی ہوتی رہی

پریمودا سنگھ

عشق کے خوابوں میں گم اک زندگی ہوتی رہی

یعنی ہم سے پیرویٔ تیرگی ہوتی رہی

نوکری پھر عاشقی یہ ہی ہیں اپنے ریگزار

زندگی کی دوڑ ہی آوارگی ہوتی رہی

دل ہی دل میں جانے کب تک چھیڑ خوابوں سے چلی

دل ہی دل میں جانے کب تک دل لگی ہوتی رہی

ایسے پیاسوں کی حکومت ہوگی دریاؤں پہ اب

جن کی گگری میں بھی شامل تشنگی ہوتی رہی

عشق تم سے ہی رہے گا وہ یہی کہتا رہا

وقت رخصت میں فدائے سادگی ہوتی رہی

پریمودا سنگھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi

Priyamvada Singh

ishq ke KHwabon mein gum ek zindagi hoti rahi
yani hum se pairwi-e-tirgi hoti rahi

naukri phir aashiqi ye hi hain apne regzar
zindagi ki dauD hi aawargi hoti rahi

dil hi dil mein jaane kab tak chheD KHwabon se chali
dil hi dil mein jaane kab tak dil-lagi hoti rahi

aise pyason ki hukumat hogi dariyaon pe ab
jin ki gagri mein bhi shamil tishnagi hoti rahi

ishq tum se hi rahega wo yahi kahta raha
waqt-e-ruKHsat main fida-e-sadgi hoti rahi

(600) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi written by Priyamvada Singh at UrduPoint. Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi is one of the masterpieces written by Priyamvada Singh. You can also find the complete poetry collection of Priyamvada Singh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Priyamvada Singh' above.

Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ke KHwabon Mein Gum Ek Zindagi Hoti Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.