Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke, Urdu Ghazal By Puran Singh Hunar

Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Puran Singh Hunar. Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حالات نے ڈھائے ہیں ستم اور طرح کے

پورن سنگھ ہنر

حالات نے ڈھائے ہیں ستم اور طرح کے

اس دور کے انساں کو ہیں غم اور طرح کے

بڑھتا ہوں میں جب منزل ادراک سے آگے

ملتے ہیں ترے نقش قدم اور طرح کے

توڑو تو بدل لیتے ہیں یہ اور ہی پیکر

ہیں بت کدۂ دل میں صنم اور طرح کے

سو بار پڑھو پھر بھی معافی نہ کھلیں گے

مضموں ہیں مرے دل میں رقم اور طرح کے

سولی نظر آئے گی تو دل ناچ اٹھے گا

ہم آدمی ہیں اپنی قسم اور طرح کے

تاریخ میں اس دور کے انسان کے ہاتھوں

ہوتے ہیں کچھ احوال رقم اور طرح کے

اب ان سے نئے ذہن تعلق نہیں رکھتے

تعمیر ہوں اب دیر و حرم اور طرح کے

رکھا جو قدم راہ محبت میں تو جانا

پیچ اور طرح کے ہیں تو خم اور طرح کے

اب دل بھی ہنرؔ آپ نیا لائیں کہیں سے

اب شہر حسیناں میں ہیں غم اور طرح کے

پورن سنگھ ہنر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke

Puran Singh Hunar

haalat ne Dhae hain sitam aur tarah ke
is daur ke insan ko hain gham aur tarah ke

baDhta hun main jab manzil-e-idrak se aage
milte hain tere naqsh-e-qadam aur tarah ke

toDo to badal lete hain ye aur hi paikar
hain but-kada-e-dil mein sanam aur tarah ke

sau bar paDho phir bhi muafi na khulenge
mazmun hain mere dil mein raqam aur tarah ke

suli nazar aaegi to dil nach uThega
hum aadmi hain apni qasam aur tarah ke

tariKH mein is daur ke insan ke hathon
hote hain kuchh ahwal raqam aur tarah ke

ab un se nae zehn talluq nahin rakhte
tamir hon ab dair-o-haram aur tarah ke

rakha jo qadam rah-e-mohabbat mein to jaana
pech aur tarah ke hain to KHam aur tarah ke

ab dil bhi 'hunar' aap naya laen kahin se
ab shahr-e-hasinan mein hain gham aur tarah ke

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke written by Puran Singh Hunar at UrduPoint. Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke is one of the masterpieces written by Puran Singh Hunar. You can also find the complete poetry collection of Puran Singh Hunar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Puran Singh Hunar' above.

Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haalat Ne Dhae Hain Sitam Aur Tarah Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.