Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Purnam Allahabadi

Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Purnam Allahabadi. Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسا طوفاں ہے کہ ساحل کا نظارہ بھی نہیں

پرنم الہ آبادی

ایسا طوفاں ہے کہ ساحل کا نظارہ بھی نہیں

ڈوبنے والے کو تنکے کا سہارا بھی نہیں

کی دعا دشمن نے آخر میں نہ کہتا تھا تمہیں

دوست جو میرا نہیں ہے وہ تمہارا بھی نہیں

ڈوبتے دیکھا جو طوفاں میں نگاہیں پھیر لیں

دوستوں نے مجھ کو ساحل سے پکارا بھی نہیں

اے نگاہ شوق نظارہ یہ نظارہ ہے کیا

آشکارا بھی ہے جلوہ آشکارا بھی نہیں

آس رکھتا ہے کرم کی ہو کے محروم کرم

بے سہارا بھی ہے پرنمؔ بے سہارا بھی نہیں

پرنم الہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin

Purnam Allahabadi

aisa tufan hai ki sahil ka nazara bhi nahin
Dubne wale ko tinke ka sahaara bhi nahin

ki dua dushman ne aaKHir main na kahta tha tumhein
dost jo mera nahin hai wo tumhaara bhi nahin

Dubte dekha jo tufan mein nigahen pher lin
doston ne mujh ko sahil se pukara bhi nahin

ai nigah-e-shauq nazzara ye nazzara hai kya
aashkara bhi hai jalwa aashkara bhi nahin

aas rakhta hai karam ki ho ke mahrum-e-karam
be-sahaara bhi hai 'purnam' be-sahaara bhi nahin

(599) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin written by Purnam Allahabadi at UrduPoint. Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Purnam Allahabadi. You can also find the complete poetry collection of Purnam Allahabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Purnam Allahabadi' above.

Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aisa Tufan Hai Ki Sahil Ka Nazara Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.