Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali, Urdu Ghazal By Qadr Bilgrami
Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qadr Bilgrami. Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali on this page of UrduPoint.
شب غم میں چھائی گھٹا کالی کالی
قدر بلگرامی
شب غم میں چھائی گھٹا کالی کالی
جھکی ہے بلا پر بلا کالی کالی
بہت ایسے کالے ہرن ہم نے دیکھے
دکھاتے ہیں آنکھیں وہ کیا کالی کالی
ڈٹے مل کے رند سیہ مست جس دم
جھکی میکدے پر گھٹا کالی کالی
شب ماہ میں وہ پھرے بال کھولے
ہوئی چاندنی جا بجا کالی کالی
یہ سجدے کو خود جھک پڑے گی چمن پر
کہ قبلے سے اٹھی گھٹا کالی کالی
کھلی سب پر آخر تری گرم دستی
ہوئی کھولتے ہی حنا کا کالی کالی
لنڈھا دے مے سرخ تو اب تو ساقی
گھٹا اٹھی ہے دیکھ کیا کالی کالی
مرے کعبۂ دل کے مٹنے کا غم ہے
جو اوڑھے ہے کعبہ صبا کالی کالی
ہوئے ہیں سیہ بخت برباد لاکھوں
اٹھیں آندھیاں بارہا کالی کالی
بخارات دل آہ پر چھا گئے ہیں
گھٹا ہے بروئے ہوا کالی کالی
میں دیکھوں گا منہ ان کا دے کر یہ فقرہ
تری شکل ہے مہ لقا کالی کالی
سیہ نامۂ قدرؔ محشر میں نکلا
اٹھی دھوپ میں اک گھٹا کالی کالی
قدر بلگرامی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali
Qadr Bilgrami
jhuki hai bala par bala kali kali
bahut aise kale hiran hum ne dekhe
dikhate hain aankhen wo kya kali kali
DaTe mil ke rind-e-siyah-mast jis dam
jhuki mai-kade par ghaTa kali kali
shab-e-mah mein wo phire baal khole
hui chandni ja-ba-ja kali kali
ye sajde ko KHud jhuk paDegi chaman par
ki qible se uTThi ghaTa kali kali
khuli sab par aaKHir teri garm-dasti
hui kholte hi hina ka kali kali
lunDha de mai-e-surKH tu ab to saqi
ghaTa uTThi hai dekh kya kali kali
mere kaba-e-dil ke miTne ka gham hai
jo oDhe hai kaba saba kali kali
hue hain siyah-baKHt barbaad lakhon
uThin aandhiyan barha kali kali
buKHaraat dil-e-ah par chha gae hain
ghaTa hai ba-ru-e-hawa kali kali
main dekhunga munh un ka de kar ye fiqra
teri shakl hai mah-laqa kali kali
siyah nama-e-'qadr' mahshar mein nikla
uThi dhup mein ek ghaTa kali kali
(574) ووٹ وصول ہوئے
Related Qadr Bilgrami Poetry
More Qadr Bilgrami Poetry
جو داغ ہے عشق دل نشیں کا جو دل نشیں ہیں دل حزیں کا
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Jo Dagh Hai Ishq-e-dil-nashin Ka Jo Dil-nashin Hain Dil-e-hazin Ka
ہوئی ہے ہم میں اور اس گل میں کیا کیا مار پھولوں کی
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Hui Hai Hum Mein Aur Is Gul Mein Kya Kya Mar Phulon Ki
جہاں گلشن وہاں گل ہے جہاں گل ہے وہاں بو ہے
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Jahan Gulshan Wahan Gul Hai Jahan Gul Hai Wahan Bu Hai
ہوئے کارواں سے جدا جو ہم رہ عاشقی میں فنا ہوئے
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Hue Karwan Se Juda Jo Hum Rah-e-ashiqi Mein Fana Hue
جب آنکھ بند ہوگی دیدار دیکھ لیں گے
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Jab Aankh Band Hogi Didar Dekh Lenge
شب غم میں چھائی گھٹا کالی کالی
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Shab-e-gham Mein Chhai Ghata Kali Kali
پڑ گئی آپ پر نظر ہی تو ہے
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Pad Gai Aap Par Nazar Hi To Hai
ہو گیا ابرو کی سفاکی سے شہرا یار کا
Qadr Bilgrami - قدر بلگرامی
Ho Gaya Abru Ki Saffaki Se Shohra Yar Ka
You can read Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali written by Qadr Bilgrami at UrduPoint. Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali is one of the masterpieces written by Qadr Bilgrami. You can also find the complete poetry collection of Qadr Bilgrami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qadr Bilgrami' above.
Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-gham Mein Chhai GhaTa Kali Kali, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.