Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai, Urdu Ghazal By Qais Rampuri

Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qais Rampuri. Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یاد اس کی ہے اور چاندنی ہے

قیس رامپوری

یاد اس کی ہے اور چاندنی ہے

رات اک حادثہ بن گئی ہے

یہ مری شان بادہ کشی ہے

اس نظر نے پلائی تو پی ہے

تیرے غم نے مری زندگی کو

لذت زندگی بخش دی ہے

چپ بھی ہو جاؤ اے لٹنے والو

رہنماؤں پہ بات آ گئی ہے

یہ تری ہجو بادہ ہی زاہد

وجہ بادہ کشی بن گئی ہے

عقل کیا رہبری کر سکے گی

جو ہمیشہ بھٹکتی پھری ہے

کتنے ماتھوں پہ بل پڑ گئے ہیں

بات حق کی جہاں میں نے کی ہے

قیس رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai

Qais Rampuri

yaad us ki hai aur chandni hai
raat ek hadisa ban gai hai

ye meri shan-e-baada-kashi hai
us nazar ne pilai to pi hai

tere gham ne meri zindagi ko
lazzat-e-zindagi baKHsh di hai

chup bhi ho jao ai luTne walo
rahnumaon pe baat aa gai hai

ye teri hajw-e-baada hi zahid
wajh-e-baada-kashi ban gai hai

aql kya rahbari kar sakegi
jo hamesha bhaTakti phiri hai

kitne mathon pe bal paD gae hain
baat haq ki jahan main ne ki hai

(592) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai written by Qais Rampuri at UrduPoint. Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai is one of the masterpieces written by Qais Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Qais Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qais Rampuri' above.

Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaad Uski Hai Aur Chandni Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.