Aadha Aadmi, Urdu Nazam By Qaisar Abbas

Aadha Aadmi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Qaisar Abbas. Aadha Aadmi comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aadha Aadmi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آدھا آدمی

قیصر عباس

آسمانوں سے اتری

اجنبی مخلوق

یا خود کلامی میں

میں ڈوبی صدائے بازگشت

ہنستا گاتا

پرندہ آوارہ

دہکتے خوابوں میں

جلتا پیکر

یا ادھ کھلے

دروازوں سے جھانکتا

معصوم بالک

بے نام جزیروں کے

اندھے کنوؤں سے

نکلنے کی کوشش ناکام میں

ان دیکھے

ہزار جگنوؤں

کے تعاقب میں دوڑتا

ہانپتا کانپتا

آدھا آدمی

جو کبھی

اپنا دل چیر کے

ندی کے بچھڑتے ہوئے

دو کناروں پر

دفن کر آیہ تھا

اور اب ان دونوں

کناروں پر کھڑا

اترتی بوندوں کے موسم میں

دن چڑھے

اپنے ہی پگھلتے پنجر

کا استقبال کرتا ہے

قیصر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadha Aadmi

Qaisar Abbas

aasmanon se utri
ajnabi maKHluq
ya KHud-kalami mein
main Dubi sada-e-ba-gasht
hansta gata
parinda aawara
dahakte KHwabon mein
jalta paikar
ya adh-khule
darwazon se jhankta
masum baalak
be-nam jaziron ke
andhe kuon se
nikalne ki koshish-e-nakaam mein
an-dekhe
hazar jugnuon
ke taaqub mein dauDta
hanpta kanpta
aadha aadmi
jo kabhi
apna dil chir ke
nadi ke bichhaDte hue
do kinaron par
dafn kar aaya tha
aur ab in donon
kinaron par khaDa
utarti bundon ke mausam mein
din chaDhe
apne hi pighalte pinjar
ka istiqbaal karta hai

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadha Aadmi written by Qaisar Abbas at UrduPoint. Aadha Aadmi is one of the masterpieces written by Qaisar Abbas. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Abbas' above.

Aadha Aadmi is a widely read Urdu Nazam. If you like Aadha Aadmi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.