Daere Aur Aasman, Urdu Nazam By Qaisar Abbas

Daere Aur Aasman is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Qaisar Abbas. Daere Aur Aasman comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Daere Aur Aasman on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دائرے اور آسمان

قیصر عباس

ہماری سب لکیریں

دائروں میں گھومتی ہیں

ہمارے سارے رستے

ایک ہی محور کی جانب

لوٹ آتے ہیں

صبح دم اسپ تازہ کی طرح

گھر سے نکل کر

دائروں میں دوڑنا

اور دن ڈھلے

آخر اسی مرکز پہ

واپس لوٹ آنا ہی

ہماری زندگی ہے

ہمیں بس ایک جانب

دیکھنے کا حکم صادر ہے

ہماری سوچ بینائی مقدر

سب انہی رستوں کے قیدی ہیں

ہمیں معلوم ہے

ان دائروں کی پار بھی

قیصر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Daere Aur Aasman

Qaisar Abbas

hamari sab lakiren
daeron mein ghumti hain
hamare sare raste
ek hi mehwar ki jaanib
lauT aate hain
subh-dam asp-e-taza ki tarah
ghar se nikal kar
daeron mein dauDna
aur din Dhale
aaKHir usi markaz pe
wapas lauT aana hi
hamari zindagi hai
hamein bas ek jaanib
dekhne ka hukm sadir hai
hamari soch binai muqaddar
sab inhi raston ke qaidi hain
hamein malum hai
in daeron ki par bhi

(540) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Daere Aur Aasman written by Qaisar Abbas at UrduPoint. Daere Aur Aasman is one of the masterpieces written by Qaisar Abbas. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Abbas' above.

Daere Aur Aasman is a widely read Urdu Nazam. If you like Daere Aur Aasman, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.