Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe, Urdu Ghazal By Qaisar Amravatwi

Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Amravatwi. Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فریب رنگ نہ دے جلوۂ بہار مجھے

قیصر امراوتوی

فریب رنگ نہ دے جلوۂ بہار مجھے

عزیز تر ہیں چمن میں گلوں سے خار مجھے

مری خطاؤں پہ یہ باز پرس مالک حشر

عطا ہوا تھا کبھی دل پہ اختیار مجھے

یہ ان کی یاد یہ طوفان رنگ و بو توبہ

ملی تو درد میں ڈوبی ہوئی بہار مجھے

اب اس مقام پہ منزل ہے درد پیہم کی

کہ ہر تڑپ میں ملی لذت قرار مجھے

چمن میں رہ کے یہ محرومیاں مقدر کی

کہ میں بہار کو دیکھا کروں بہار مجھے

خدا کبھی نہ دکھائے وہ روز بد قیصرؔ

کہ آئے جلوۂ باطل کا اعتبار مجھے

قیصر امراوتوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe

Qaisar Amravatwi

fareb-rang na de jalwa-e-bahaar mujhe
aziz-tar hain chaman mein gulon se KHar mujhe

meri KHataon pe ye baz-purs malik-e-hashr
ata hua tha kabhi dil pe iKHtiyar mujhe

ye un ki yaad ye tufan-e-rang-o-bu tauba
mili to dard mein Dubi hui bahaar mujhe

ab us maqam pe manzil hai dard-e-paiham ki
ki har taDap mein mili lazzat-e-qarar mujhe

chaman mein rah ke ye mahrumiyan muqaddar ki
ki main bahaar ko dekha karun bahaar mujhe

KHuda kabhi na dikhae wo roz-e-bad 'qaisar'
ki aae jalwa-e-baatil ka eatibar mujhe

(552) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe written by Qaisar Amravatwi at UrduPoint. Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe is one of the masterpieces written by Qaisar Amravatwi. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Amravatwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Amravatwi' above.

Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fareb-rang Na De Jalwa-e-bahaar Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.