Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai, Urdu Ghazal By Qaisar Azeez

Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Azeez. Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم ہو مسیح درد تو بیمار کون ہے

قیصر عزیز

تم ہو مسیح درد تو بیمار کون ہے

ظلمت کدہ میں مطلع انوار کون ہے

نظریں جھکائے بیٹھا ہے کس کے خیال میں

اٹھ کر تو دیکھیے پس دیوار کون ہے

جس نے خیال و فکر کا لہجہ بدل دیا

ہر فن کے آئنے میں وہ فن کار کون ہے

وہ بے نقاب ہو تو یہ ہم فیصلہ کریں

کس پر نشہ سوار ہے ہشیار کون ہے

یوسف تو بکنے آ گئے بازار عشق میں

اب دیکھنا یہ ہے کہ خریدار کون ہے

کہنے کو یوں تو حق کے طلب گار ہیں بہت

حق پر نثار ہونے کو تیار کون ہے

قیصر عزیز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai

Qaisar Azeez

tum ho masih-e-dard to bimar kaun hai
zulmat-kade mein matla-e-anwar kaun hai

nazren jhukae baiTha hai kis ke KHayal mein
uTh kar to dekhiye pas-e-diwar kaun hai

jis ne KHayal-o-fikr ka lahja badal diya
har fan ke aaine mein wo fankar kaun hai

wo be-naqab ho to ye hum faisla karen
kis par nasha sawar hai hushiyar kaun hai

yusuf to bikne aa gae bazar-e-ishq mein
ab dekhna ye hai ki KHaridar kaun hai

kahne ko yun to haq ke talabgar hain bahut
haq par nisar hone ko tayyar kaun hai

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai written by Qaisar Azeez at UrduPoint. Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai is one of the masterpieces written by Qaisar Azeez. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Azeez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Azeez' above.

Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Ho Masih-e-dard To Bimar Kaun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.