Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya, Urdu Ghazal By Qaisar Hayat

Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Hayat. Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سنگ‌ بے قیمت تراشا اور جوہر کر دیا

قیصر حیات

سنگ‌ بے قیمت تراشا اور جوہر کر دیا

شمع علم و آگہی سے دل منور کر دیا

فکر و فن تہذیب و حکمت دی شعور و آگہی

گم‌ شدان راہ کو گویا کہ رہبر کر دیا

چشم فیض اور دست وہ پارس صفت جب چھو گئے

مجھ کو مٹی سے اٹھایا اور فلک پر کر دیا

دے جزا اللہ تو اس باغبان علم کو

جس نے غنچوں کو کھلایا اور گل تر کر دیا

خاکۂ تصویر تھا میں خالی از رنگ حیات

یوں سجایا آپ نے مجھ کو کہ قیصرؔ کر دیا

قیصر حیات

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya

Qaisar Hayat

sang-e-be-qimat tarasha aur jauhar kar diya
sham-e-ilm-o-agahi se dil munawwar kar daya

fikr-o-fan tahzib-o-hikmat di shuur-o-agahi
gum-shudan-e-rah ko goya ki rahbar kar daya

chashm-e-faiz aur dast wo paras-sifat jab chhu gae
mujh ko miTTi se uThaya aur falak par kar diya

de jaza allah tu is baghban-e-ilm ko
jis ne ghunchon ko khilaya aur gul-e-tar kar diya

KHaka-e-taswir tha main KHali-az-rang-e-hayat
yun sajaya aap ne mujh ko ki 'qaisar' kar diya

(1565) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya written by Qaisar Hayat at UrduPoint. Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya is one of the masterpieces written by Qaisar Hayat. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Hayat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Hayat' above.

Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sang-e-be-qimat Tarasha Aur Jauhar Kar Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.