BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin, Urdu Ghazal By Qamar Iqbal

BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Iqbal. BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بچھڑ گیا ہے کہاں کون کچھ پتہ ہی نہیں

قمر اقبال

بچھڑ گیا ہے کہاں کون کچھ پتہ ہی نہیں

سفر میں جیسے کوئی اپنے ساتھ تھا ہی نہیں

کسی سے ربط بڑھائیں تو مت خفا ہونا

کہ دل میں اب تری یادوں کا سلسلہ ہی نہیں

سب اپنے اپنے مسیحا کے انتظار میں ہیں

کسی کا جیسے زمانے میں اب خدا ہی نہیں

اک عمر کٹ گئی کاغذ سیاہ کرتے ہوئے

قلم کو اپنے جو لکھنا تھا وہ لکھا ہی نہیں

قمرؔ وہ شخص ہمارے نگر میں کیا آیا

بتوں کو بھی ہے گلہ کوئی پوجتا ہی نہیں

قمر اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin

Qamar Iqbal

bichhaD gaya hai kahan kaun kuchh pata hi nahin
safar mein jaise koi apne sath tha hi nahin

kisi se rabt baDhaen tu mat KHafa hona
ki dil mein ab teri yaadon ka silsila hi nahin

sab apne apne masiha ke intizar mein hain
kisi ka jaise zamane mein ab KHuda hi nahin

ek umr kaT gai kaghaz siyah karte hue
qalam ko apne jo likhna tha wo likha hi nahin

'qamar' wo shaKHs hamare nagar mein kya aaya
buton ko bhi hai gila koi pujta hi nahin

(688) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin written by Qamar Iqbal at UrduPoint. BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin is one of the masterpieces written by Qamar Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Qamar Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Iqbal' above.

BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like BichhaD Gaya Hai Kahan Kaun Kuchh Pata Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.