Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho, Urdu Ghazal By Qamar Moradabadi

Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Moradabadi. Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر ہے جلوۂ جاناں ہے دیکھیے کیا ہو

قمر مرادآبادی

نظر ہے جلوۂ جاناں ہے دیکھیے کیا ہو

شکست عشق کا امکاں ہے دیکھیے کیا ہو

ابھی بہار گزشتہ کا غم مٹا بھی نہیں

پھر اہتمام بہاراں ہے دیکھیے کیا ہو

قدم اٹھے بھی نہیں بزم ناز کی جانب

خیال ابھی سے پریشاں ہے دیکھیے کیا ہو

کسی کی راہ میں کانٹے کسی کی راہ میں پھول

ہماری راہ میں طوفاں ہے دیکھیے کیا ہو

خرد کا زور ہے آرائش گلستاں پر

جنوں حریف بہاراں ہے دیکھیے کیا ہو

جس ایک شاخ پہ بنیاد ہے نشیمن کی

وہ ایک شاخ بھی لرزاں ہے دیکھیے کیا ہو

ہے آج بزم میں پھر اذن عام ساقی کا

قمرؔ ہنوز مسلماں ہے دیکھیے کیا ہو

قمر مرادآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho

Qamar Moradabadi

nazar hai jalwa-e-jaanan hai dekhiye kya ho
shikast-e-ishq ka imkan hai dekhiye kya ho

abhi bahaar-e-guzishta ka gham miTa bhi nahin
phir ehtimam-e-bahaaran hai dekhiye kya ho

qadam uThe bhi nahin bazm-e-naz ki jaanib
KHayal abhi se pareshan hai dekhiye kya ho

kisi ki rah mein kanTe kisi ki rah mein phul
hamari rah mein tufan hai dekhiye kya ho

KHirad ka zor hai aaraish-e-gulistan par
junun harif-e-bahaaran hai dekhiye kya ho

jis ek shaKH pe buniyaad hai nasheman ki
wo ek shaKH bhi larzan hai dekhiye kya ho

hai aaj bazm mein phir izn-e-am saqi ka
'qamar' hunuz musalman hai dekhiye kya ho

(475) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho written by Qamar Moradabadi at UrduPoint. Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho is one of the masterpieces written by Qamar Moradabadi. You can also find the complete poetry collection of Qamar Moradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Moradabadi' above.

Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Hai Jalwa-e-jaanan Hai Dekhiye Kya Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.