Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya, Urdu Ghazal By Qamar Qadeer Iram

Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Qadeer Iram. Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم کی کالی رات کو یوں حل کیا

قمر قدیر ارم

غم کی کالی رات کو یوں حل کیا

ہم نے آخر درد کو کاجل کیا

سرمئی ریشم پہ تھا تاروں کا جال

کتنا پیارا رات کا آنچل کیا

میرے اندر پھیلتا جاتا تھا جو

طے بڑی مشکل سے وہ جنگل کیا

ہم نے یوں ہنس کر گزاری زندگی

اپنی ہر زنجیر کو پائل کیا

رابطہ خوشبو سے رکھا استوار

روح میں جلتا ہوا صندل کیا

قمر قدیر ارم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya

Qamar Qadeer Iram

gham ki kali raat ko yun hal kiya
hum ne aaKHir dard ko kajal kiya

surmai resham pe tha taron ka jal
kitna pyara raat ka aanchal kiya

mere andar phailta jata tha jo
tai baDi mushkil se wo jangal kiya

hum ne yun hans kar guzari zindagi
apni har zanjir ko pael kiya

rabta KHushbu se rakkha ustuwar
ruh mein jalta hua sandal kiya

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya written by Qamar Qadeer Iram at UrduPoint. Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya is one of the masterpieces written by Qamar Qadeer Iram. You can also find the complete poetry collection of Qamar Qadeer Iram by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Qadeer Iram' above.

Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Ki Kali Raat Ko Yun Hal Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.