Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai, Urdu Ghazal By Qamar Rais Bahraichi
Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Rais Bahraichi. Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai on this page of UrduPoint.
کیسی چلی ہوا کہ گھٹا غم کی چھا گئی
قمر رئیس بہرائچی
کیسی چلی ہوا کہ گھٹا غم کی چھا گئی
روشن تھا اک چراغ محبت بجھا گئی
کیا جانے اس کے در پہ کیوں اتنا سکون تھا
وحشت کے باوجود مجھے نیند آ گئی
مدت سے اپنے آپ میں بکھرا ہوا تھا میں
دنیا مرے وجود میں کیسے سما گئی
اپنوں کے درمیاں بھی گھٹن سے لگی مجھے
رشتوں کی جستجو یہ کہاں لے کے آ گئی
جب تک کہ سر ہمارا رہا روشنی رہی
نیزے پہ اس کے بعد اداسی سی چھا گئی
کل تک تو احتجاج تمہارے لہو میں تھا
یارو یہ کیسے دنیا تمہیں راس آ گئی
حیرت سے دیکھتی رہی مجھ کو زمیں قمرؔ
مٹی کو میری عرش پہ لے کر ہوا گئی
قمر رئیس بہرائچی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai
Qamar Rais Bahraichi
raushan tha ek charagh mohabbat bujha gai
kya jaane us ke dar pe kyon itna sukun tha
wahshat ke bawajud mujhe nind aa gai
muddat se apne aap mein bikhra hua tha main
duniya mere wajud mein kaise sama gai
apnon ke darmiyan bhi ghuTan se lagi mujhe
rishton ki justuju ye kahan le ke aa gai
jab tak ki sar hamara raha raushni rahi
neze pe us ke baad udasi si chha gai
kal tak to ehtijaj tumhaare lahu mein tha
yaro ye kaise duniya tumhein ras aa gai
hairat se dekhti rahi mujh ko zamin 'qamar'
miTTi ko meri arsh pe le kar hawa gai
(354) ووٹ وصول ہوئے
Related Qamar Rais Bahraichi Poetry
More Qamar Rais Bahraichi Poetry
دل کو سکوں ہے چین ہے راحت اسی سے ہے
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Dil Ko Sukun Hai Chain Hai Rahat Usi Se Hai
حالات اب سنورنے کے آثار بھی نہیں
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Haalat Ab Sanwarne Ke Aasar Bhi Nahin
چاہتا جیسا ہوں ویسا نہیں ہونے دیتا
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Chahta Jaisa Hun Waisa Nahin Hone Deta
ہر در پہ اپنے سر کو جھکائے ہوئے ہیں لوگ
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Har Dar Pe Apne Sar Ko Jhukae Hue Hain Log
رکا نہ غم کا جو سیل رواں تو کیا ہوگا
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Ruka Na Gham Ka Jo Sail-e-rawan To Kya Hoga
کیسی چلی ہوا کہ گھٹا غم کی چھا گئی
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Kaisi Chali Hawa Ki Ghata Gham Ki Chha Gai
پل بھر کا بھروسہ نہیں سامان بہت ہے
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Pal Bhar Ka Bharosa Nahin Saman Bahut Hai
سر اٹھائے ہیں آسمان کئی
Qamar Rais Bahraichi - قمر رئیس بہرائچی
Sar Uthae Hain Aasman Kai
You can read Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai written by Qamar Rais Bahraichi at UrduPoint. Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai is one of the masterpieces written by Qamar Rais Bahraichi. You can also find the complete poetry collection of Qamar Rais Bahraichi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Rais Bahraichi' above.
Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaisi Chali Hawa Ki GhaTa Gham Ki Chha Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.