AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main, Urdu Ghazal By Qamar Saqi

AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Saqi. AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آخرش درد یا دوا تھا میں

قمر ساقی

آخرش درد یا دوا تھا میں

زندگی تو بتا کہ کیا تھا میں

میں کبھی اک جگہ رکا ہی نہیں

ایسا لگتا ہے کہ ہوا تھا میں

ہاں مجھے خود کو زیر کرنا پڑا

اپنے راستے میں آ رہا تھا میں

اے قمرؔ اب مجھے بھی یاد نہیں

آخری بار کب ہنسا تھا میں

قمر ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main

Qamar Saqi

aaKHirash dard ya dawa tha main
zindagi tu bata ki kya tha main

main kabhi ek jagah ruka hi nahin
aisa lagta hai ki hawa tha main

han mujhe KHud ko zer karna paDa
apne raste mein aa raha tha main

ai 'qamar' ab mujhe bhi yaad nahin
aaKHiri bar kab hansa tha main

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main written by Qamar Saqi at UrduPoint. AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main is one of the masterpieces written by Qamar Saqi. You can also find the complete poetry collection of Qamar Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Saqi' above.

AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like AaKHirash Dard Ya Dawa Tha Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.