Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai, Urdu Ghazal By Qamar Siwani

Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Siwani. Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاند جب میری چھت پہ آتا ہے

قمر سیوانی

چاند جب میری چھت پہ آتا ہے

ہر دیے کو گلے لگاتا ہے

جور و ظلم و ستم کی ظلمت میں

صبر کا جگنو جگمگاتا ہے

غم کے سورج کی تیز کرنوں سے

دل کا تالاب سوکھ جاتا ہے

نیند اڑ جاتی ہے سیاست کی

جب قلم انقلاب لاتا ہے

کیا قریب آ گئی مری منزل

کیوں قدم میرا ڈگمگاتا ہے

وہ مرا عکس اعتبار ہے جو

تیری آنکھوں میں جھلملاتا ہے

کون ہر روز درد کا گلدان

اشک کے پھولوں سے سجاتا ہے

کس نے ٹوٹے دلوں کو جوڑ دیا

شہر میں کس کو فن یہ آتا ہے

اپنے دربار میں قمرؔ بادل

روز دریا کو کیوں بلاتا ہے

قمر سیوانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai

Qamar Siwani

chand jab meri chhat pe aata hai
har diye ko gale lagata hai

jaur-o-zulm-o-sitam ki zulmat mein
sabr ka jugnu jagmagata hai

gham ke suraj ki tez kirnon se
dil ka talab sukh jata hai

nind uD jati hai siyasat ki
jab qalam inqalab lata hai

kya qarib aa gai meri manzil
kyon qadam mera Dagmagata hai

wo mera aks-e-eatibar hai jo
teri aankhon mein jhilmilata hai

kaun har roz dard ka gul-dan
ashk ke phulon se sajata hai

kis ne TuTe dilon ko joD diya
shahr mein kis ko fan ye aata hai

apne darbar mein 'qamar' baadal
roz dariya ko kyon bulata hai

(725) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai written by Qamar Siwani at UrduPoint. Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai is one of the masterpieces written by Qamar Siwani. You can also find the complete poetry collection of Qamar Siwani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Siwani' above.

Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chand Jab Meri Chhat Pe Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.