Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai, Urdu Ghazal By Qamar Siwani

Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Siwani. Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حرف دریا ہے دل سمندر ہے

قمر سیوانی

حرف دریا ہے دل سمندر ہے

پیاس پھر بھی مرا مقدر ہے

تم کہاں تک مجھے سنبھالو گے

راہ میں ہر قدم پہ ٹھوکر ہے

میرے آنسو کا ایک اک قطرہ

اپنی اپنی جگہ سمندر ہے

پاؤں ہے فرش خاک پر میرا

چشم افکار آسماں پر ہے

دل میں روشن ہے جو چراغ حق

اس کا قد چاند کے برابر ہے

لفظ کی سادگی ہے اس کا لباس

ندرت فن غزل کا زیور ہے

سیکڑوں رند اس میں ڈوب گئے

کتنا گہرا قمرؔ یہ ساغر ہے

قمر سیوانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai

Qamar Siwani

harf dariya hai dil samundar hai
pyas phir bhi mera muqaddar hai

tum kahan tak mujhe sanbhaaloge
rah mein har qadam pe Thokar hai

mere aansu ka ek ek qatra
apni apni jagah samundar hai

panw hai farsh-e-KHak par mera
chashm-e-afkar aasman par hai

dil mein raushan hai jo charagh-e-haq
us ka qad chand ke barabar hai

lafz ki sadgi hai us ka libas
nudrat-e-fan ghazal ka zewar hai

saikDon rind is mein Dub gae
kitna gahra 'qamar' ye saghar hai

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai written by Qamar Siwani at UrduPoint. Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai is one of the masterpieces written by Qamar Siwani. You can also find the complete poetry collection of Qamar Siwani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Siwani' above.

Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Harf Dariya Hai Dil Samundar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.