Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak, Urdu Ghazal By Qamar Suroor

Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Suroor. Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج کی شام ٹھہر جاؤ غزل ہونے تک

قمر سرور

آج کی شام ٹھہر جاؤ غزل ہونے تک

التجا ہے کہ نہ گھر جاؤ غزل ہونے تک

تم گل رعنا ہو خوش رنگ ہو خوش بخت بھی ہو

خوشبو بن بن کے بکھر جاؤ غزل ہونے تک

سوئے احساس کی لہروں میں مچا دو ہلچل

آنکھ سے دل میں اتر جاؤ غزل ہونے تک

پھر خدا جانے یہ آئینہ رہے یا نہ رہے

آج موقع ہے سنور جاؤ غزل ہونے تک

اپنے ہر خواب کو کاغذ پہ مکمل کر لوں

میری آنکھوں میں ٹھہر جاؤ غزل ہونے تک

کس طرح تم کو سرورؔ آج قلم بند کرے

مجھ کو بتلا کے ہنر جاؤ غزل ہونے تک

قمر سرور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak

Qamar Suroor

aaj ki sham Thahar jao ghazal hone tak
iltija hai ki na ghar jao ghazal hone tak

tum gul-e-rana ho KHush-rang ho KHush-baKHt bhi ho
KHushbu ban ban ke bikhar jao ghazal hone tak

soe ehsas ki lahron mein macha do halchal
aankh se dil mein utar jao ghazal hone tak

phir KHuda jaane ye aaina rahe ya na rahe
aaj mauqa hai sanwar jao ghazal hone tak

apne har KHwab ko kaghaz pe mukammal kar lun
meri aankhon mein Thahar jao ghazal hone tak

kis tarah tum ko 'surur' aaj qalam-band kare
mujh ko batla ke hunar jao ghazal hone tak

(798) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak written by Qamar Suroor at UrduPoint. Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak is one of the masterpieces written by Qamar Suroor. You can also find the complete poetry collection of Qamar Suroor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Suroor' above.

Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Ki Sham Thahar Jao Ghazal Hone Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.