Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar, Urdu Ghazal By Qamrun Jan Mushtari

Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamrun Jan Mushtari. Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بوسہ اوس بت کی جبیں کا لیا چندن ہو کر

قمرون جان مشتری

بوسہ اوس بت کی جبیں کا لیا چندن ہو کر

ہوا ہم دوش میں زنار برہمن ہو کر

برسا کرتے ہیں جدائی میں تری برسوں تک

ابر دیدہ کبھی بھادوں کبھی ساون ہو کر

گورا رخ بوسے سے نیلا ہوا اور غیظ سے سرخ

نسترن بن گیا لالہ گل سوسن ہو کر

دسترس پا نہ سکا جب کبھی ڈھب سے ہیہات

پہنچا دل ساعد محبوب میں کنگن ہو کر

دوستی کی دل ہمدرد نے بے درد سے آہ

دشمنی دوست نے کی مشتریؔ دشمن ہو کر

قمرون جان مشتری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar

Qamrun Jan Mushtari

bosa us but ki jabin ka liya chandan ho kar
hua ham-dosh main zunnar-e-barahman ho kar

barsa karte hain judai mein teri barson tak
abr-e-dida kabhi bhadon kabhi sawan ho kar

gora ruKH bose se nila hua aur ghaiz se surKH
nastaran ban gaya lala gul-e-sausan ho kar

dastaras pa na saka jab kabhi Dhab se haihat
pahuncha dil said-e-mahbub mein kangan ho kar

dosti ki dil-e-hamdard ne bedard se aah
dushmani dost ne ki 'mushtari' dushman ho kar

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar written by Qamrun Jan Mushtari at UrduPoint. Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar is one of the masterpieces written by Qamrun Jan Mushtari. You can also find the complete poetry collection of Qamrun Jan Mushtari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamrun Jan Mushtari' above.

Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bosa Us But Ki Jabin Ka Liya Chandan Ho Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.