Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz, Urdu Ghazal By Qasim Ali Khan Afridi

Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qasim Ali Khan Afridi. Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کی کوئی اگر سیکھ لے گر مجھ سے تمیز

قاسم علی خان آفریدی

عشق کی کوئی اگر سیکھ لے گر مجھ سے تمیز

دین دنیا میں ہوا اپنے پرایوں کو عزیز

یا ہو شاگرد مرا یا مجھے تلمیذ کرے

ورنہ اس کوچۂ عشاق سے کر جاوے گریز

مکتب عشق سے نا خواندہ اٹھا جو محروم

دونو عالم میں وہ کچھ چیز نہیں ہے ناچیز

مرد کیوں کر کہوں بے عشق جو ہووے کوئی

فرقہ عشاق میں اس کے تئیں کہتے ہیں کنیز

میں نے استاد ازل سے یہی سیکھا تھا سبق

آفریدیؔ نہ کبھی یار کی چھوڑوں دہلیز

قاسم علی خان آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz

Qasim Ali Khan Afridi

ishq ki koi agar sikh le gar mujh se tamiz
din-duniya mein hua apne parayon ko aziz

ya ho shagird mera ya mujhe talmiz kare
warna is kucha-e-ushshaq se kar jawe gurez

maktab-e-ishq se na-KHwanda uTha jo mahrum
dono aalam mein wo kuchh chiz nahin hai nachiz

mard kyunkar kahun be-ishq jo howe koi
firqa ushshaq mein us ke tain kahte hain kaniz

main ne ustad-e-azal se yahi sikha tha sabaq
'afridi' na kabhi yar ki chhoDun dahliz

(375) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz written by Qasim Ali Khan Afridi at UrduPoint. Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz is one of the masterpieces written by Qasim Ali Khan Afridi. You can also find the complete poetry collection of Qasim Ali Khan Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qasim Ali Khan Afridi' above.

Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ki Koi Agar Sikh Le Gar Mujhse Tamiz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.