Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun, Urdu Ghazal By Qasim Niyazi

Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qasim Niyazi. Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر طرف کرب کے منظر ہیں جدھر جاتا ہوں

قاسم نیازی

ہر طرف کرب کے منظر ہیں جدھر جاتا ہوں

لمحہ لمحہ کبھی جیتا کبھی مر جاتا ہوں

بد گماں ایسا ہوا ہوں میں فریبوں سے ترے

سچ بھی جب سامنے آتا ہے تو ڈر جاتا ہوں

انتقاماً یہ روش میں نے بھی اپنائی ہے

جب مکرتا ہے کوئی میں بھی مکر جاتا ہوں

دھوپ سہہ لینے کی عادت نے یہ جرأت بخشی

سر پہ سورج کو اٹھائے میں گزر جاتا ہوں

آئنہ بن گیا ہم راز نیازیؔ جب سے

اپنے چہرے کو میں خود دیکھ کے ڈر جاتا ہوں

قاسم نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun

Qasim Niyazi

har taraf karb ke manzar hain jidhar jata hun
lamha lamha kabhi jita kabhi mar jata hun

bad-guman aisa hua hun main farebon se tere
sach bhi jab samne aata hai to Dar jata hun

intiqaman ye rawish main ne bhi apnai hai
jab mukarta hai koi main bhi mukar jata hun

dhup sah lene ki aadat ne ye jurat baKHshi
sar pe suraj ko uThae mein guzar jata hun

aaina ban gaya hamraaz 'niyazi' jab se
apne chehre ko main KHud dekh ke Dar jata hun

(350) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun written by Qasim Niyazi at UrduPoint. Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun is one of the masterpieces written by Qasim Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Qasim Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qasim Niyazi' above.

Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Taraf Karb Ke Manzar Hain Jidhar Jata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.