Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas, Urdu Ghazal By Qasim Niyazi

Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qasim Niyazi. Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھینکا ہے جس نے جال ستاروں کے آس پاس

قاسم نیازی

پھینکا ہے جس نے جال ستاروں کے آس پاس

وہ بھی بھٹک رہا ہے سہاروں کے آس پاس

اپنی دکان آپ کہاں تک بچائیں گے

شعلے پنپ رہے ہیں شراروں کے آس پاس

جملے دھلے دھلے ہوں تو یہ مان لیجئے

دشمن چھپے ہیں راہ گزاروں کے آس پاس

موتی نکالنا ہے تو گہرے میں آئیے

چھینٹے اڑائیے نہ کناروں کے آس پاس

اب تشنگی بجھائیے خوابوں کو بیچ کر

کیا پائیے گا جھوٹے نظاروں کے آس پاس

قاسم نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas

Qasim Niyazi

phenka hai jis ne jal sitaron ke aas-pas
wo bhi bhaTak raha hai sahaaron ke aas-pas

apni dukan aap kahan tak bachaenge
shoale panap rahe hain shararon ke aas-pas

jumle dhule-dhule hon to ye man lijiye
dushman chhupe hain rah-guzaron ke aas-pas

moti nikalna hai to gahre mein aaiye
chhinTe uDaiye na kinaron ke aas-pas

ab tishnagi bujhaiye KHwabon ko bech kar
kya paiyega jhuTe nazaron ke aas-pas

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas written by Qasim Niyazi at UrduPoint. Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas is one of the masterpieces written by Qasim Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Qasim Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qasim Niyazi' above.

Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phenka Hai Jis Ne Jal Sitaron Ke Aas-pas, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.