Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain, Urdu Ghazal By Qasim Saba

Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qasim Saba. Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا جانے وہ اچھا کہ برا کرتے رہے ہیں

قاسم صبا

کیا جانے وہ اچھا کہ برا کرتے رہے ہیں

جو میرے لئے روز دعا کرتے رہے ہیں

بخشی ہے جہالت نے انہیں راہنمائی

جو لوگ یہاں جرم و خطا کرتے رہے ہیں

ہونٹوں پہ میرے رہتی ہے تعریف بس ان کی

وہ ہیں کہ سدا شکوہ گلہ کرتے رہے ہیں

اک روز صلہ اس کا ملے گا انہیں یارو

عزت جو بزرگوں کی صدا کرتے رہے ہیں

سورج کو یہ اندازہ صباؔ ہو نہیں سکتا

ہم شمع کے مانند ضیا کرتے رہے ہیں

قاسم صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain

Qasim Saba

kya jaane wo achchha ki bura karte rahe hain
jo mere liye roz dua karte rahe hain

baKHshi hai jihaalat ne unhen rahnumai
jo log yahan jurm-o-KHata karte rahe hain

honTon pe mere rahti hai tarif bas un ki
wo hain ki sada shikwa gila karte rahe hain

ek roz sila is ka milega unhen yaro
izzat jo buzurgon ki sada karte rahe hain

suraj ko ye andaza 'saba' ho nahin sakta
hum shama ke manind ziya karte rahe hain

(306) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain written by Qasim Saba at UrduPoint. Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain is one of the masterpieces written by Qasim Saba. You can also find the complete poetry collection of Qasim Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qasim Saba' above.

Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Jaane Wo Achchha Ki Bura Karte Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.