IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath, Urdu Ghazal By Qazi Abdur Rauf Anjum

IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Abdur Rauf Anjum. IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اخلاص کی قدروں کا سوالی ہے تو لا ہاتھ

قاضی عبدالرؤف انجم

اخلاص کی قدروں کا سوالی ہے تو لا ہاتھ

ہم لوگ اسی شہر کے باسی ہیں ملا ہاتھ

لوگوں نے سکوں ڈھونڈ لیا شہر میں جا کر

ہم ڈھونڈنے جاتے ہیں تو آتی ہے بلا ہاتھ

دریا کے تلاطم سے تڑپنے کی ادا سیکھ

جینا ہے تو منجدھار کے اندر بھی ہلا ہاتھ

رخصت ہوئی فرعون کے محلوں سے خدائی

نکلا جو گریبان سے اک نور بھرا ہاتھ

جینے کی تمنا تھی کہ تھا آخری پیغام

آتا تھا نظر ڈوبنے والے کا اٹھا ہاتھ

لگتا ہے کہ مابین ہے میلوں کی مسافت

تھا اس کا مرا فاصلہ بس ہاتھ سوا ہاتھ

تشکیک کے گرداب ڈبوتے ہیں الٰہی

ڈھونڈے ہے ترے ہاتھ کو ایسے میں مرا ہاتھ

انجمؔ یہاں صف آرا ہیں جادوئی سپنولے

جینا ہے تو کر سحر شکن ایک عصا ہاتھ

قاضی عبدالرؤف انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath

Qazi Abdur Rauf Anjum

iKHlas ki qadron ka sawali hai to la hath
hum log isi shahr ke basi hain mila hath

logon ne sukun DhunD liya shahr mein ja kar
hum DhunDne jate hain to aati hai bala hath

dariya ke talatum se taDapne ki ada sikh
jina hai to manjdhaar ke andar bhi hila hath

ruKHsat hui firaun ke mahlon se KHudai
nikla jo gareban se ek nur bhara hath

jine ki tamanna thi ki tha aaKHiri paigham
aata tha nazar Dubne wale ka uTha hath

lagta hai ki mabain hai milon ki masafat
tha us ka mera fasla bas hath sawa hath

tashkik ke girdab Dubote hain ilahi
DhunDe hai tere hath ko aise mein mera hath

'anjum' yahan saf-ara hain jadui sanpole
jina hai to kar sehr-shikan ek asa hath

(407) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath written by Qazi Abdur Rauf Anjum at UrduPoint. IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath is one of the masterpieces written by Qazi Abdur Rauf Anjum. You can also find the complete poetry collection of Qazi Abdur Rauf Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Abdur Rauf Anjum' above.

IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath is a widely read Urdu Ghazal. If you like IKHlas Ki Qadron Ka Sawali Hai To La Hath, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.