Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin, Urdu Ghazal By Qazi Ansar
Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Ansar. Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin on this page of UrduPoint.
جان دیتے ہیں مگر اظہار ہم کرتے نہیں
قاضی انصار
جان دیتے ہیں مگر اظہار ہم کرتے نہیں
یعنی تشہیر صلیب و دار ہم کرتے نہیں
اپنے دشمن کو بھی للکاریں گے آ کر سامنے
پشت سے چونکہ کسی پر وار ہم کرتے نہیں
ہو رہا ہے ہر طرف طرفہ تماشہ روز و شب
عمر کو اب بر سر پیکار ہم کرتے نہیں
جب تمہارے شہر کا ہر ذرہ ذرہ ہے عزیز
کون کہتا ہے کہ تم سے پیار ہم کرتے نہیں
ہے زمانہ کچھ زمانے کی روش کچھ اور ہے
خود کو رسوا یوں سر بازار ہم کرتے نہیں
نام کی اپنے تمنا یا صلے کی آرزو
لوگ کرتے ہیں مگر انصارؔ ہم کرتے نہیں
قاضی انصار
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin
Qazi Ansar
yani tashhir-e-salib-o-dar hum karte nahin
apne dushman ko bhi lalkarenge aa kar samne
pusht se chunki kisi par war hum karte nahin
ho raha hai har taraf turfa tamasha roz-o-shab
umr ko ab bar-sar-e-paikar hum karte nahin
jab tumhaare shahr ka har zarra zarra hai aziz
kaun kahta hai ki tum se pyar hum karte nahin
hai zamana kuchh zamane ki rawish kuchh aur hai
KHud ko ruswa yun sar-e-bazar hum karte nahin
nam ki apne tamanna ya sile ki aarzu
log karte hain magar 'ansar' hum karte nahin
(357) ووٹ وصول ہوئے
Related Qazi Ansar Poetry
More Qazi Ansar Poetry
سوچتے رہنا یہی غم خوار سے ہو کر الگ
Qazi Ansar - قاضی انصار
Sochte Rahna Yahi Gham-khwar Se Ho Kar Alag
ہماری آزمائش کا اگر کچھ غم نہیں ہوگا
Qazi Ansar - قاضی انصار
Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga
جان دیتے ہیں مگر اظہار ہم کرتے نہیں
Qazi Ansar - قاضی انصار
Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin
You can read Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin written by Qazi Ansar at UrduPoint. Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin is one of the masterpieces written by Qazi Ansar. You can also find the complete poetry collection of Qazi Ansar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Ansar' above.
Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaan Dete Hain Magar Izhaar Hum Karte Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.