Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab, Urdu Ghazal By Qazi Ghulam Mohammad

Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Ghulam Mohammad. Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بحر آلام میں دل ڈوب گیا آج کی شب

قاضی غلام محمد

بحر آلام میں دل ڈوب گیا آج کی شب

ایک محشر سا ہے سینے میں بپا آج کی شب

ہے مسلط مرے احساس کی ننھی لو پر

تنگ ہوتی ہوئی ظلمت کی ردا آج کی شب

یاس وہ چھائی کہ یوں ہوتا ہے محسوس مجھے

سخت نا خوش ہے خدائی سے خدا آج کی شب

ہائے مایوس نگاہوں کی یہ تخلیق کہ ہے

جس طرف دیکھیے اک دام بلا آج کی شب

ناز پروردۂ آغوش بہاراں جو تھے

انہی ارمانوں پہ کیا وقت پڑا آج کی شب

دل کہ بستا ہوا اک شہر تھا ارمانوں کا

بے طرح یورش ہجراں سے لٹا آج کی شب

اے غم ہجر دلآرام کے مارے قاضیؔ

وحشت آموز ہے کیوں گھر کی فضا آج کی شب

قاضی غلام محمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab

Qazi Ghulam Mohammad

bahr-e-alam mein dil Dub gaya aaj ki shab
ek mahshar sa hai sine mein bapa aaj ki shab

hai musallat mere ehsas ki nannhi lau par
tang hoti hui zulmat ki rida aaj ki shab

yas wo chhai ki yun hota hai mahsus mujhe
saKHt na-KHush hai KHudai se KHuda aaj ki shab

hae mayus nigahon ki ye taKHliq ki hai
jis taraf dekhiye ek dam-e-bala aaj ki shab

naz-parwarda-e-aghosh-e-bahaaran jo the
unhi armanon pe kya waqt paDa aaj ki shab

dil ki basta hua ek shahr tha armanon ka
be-tarah yurish-e-hijran se luTa aaj ki shab

ai gham-e-hijr-e-dil-aram ke mare 'qazi'
wahshat-amoz hai kyon ghar ki faza aaj ki shab

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab written by Qazi Ghulam Mohammad at UrduPoint. Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab is one of the masterpieces written by Qazi Ghulam Mohammad. You can also find the complete poetry collection of Qazi Ghulam Mohammad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Ghulam Mohammad' above.

Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahr-e-alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.