Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai, Urdu Ghazal By Qazi Jalal Haripuri

Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Jalal Haripuri. Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پوچھتے ہیں وہ ہمیں درد کہاں اٹھتا ہے

قاضی جلال ہری پوری

پوچھتے ہیں وہ ہمیں درد کہاں اٹھتا ہے

اک جگہ ہو تو بتا دوں کہ یہاں اٹھتا ہے

بزم ہستی سے تو اٹھنے کا ہے دستور قدیم

دکھ بڑا ہوتا ہے جب کوئی جواں اٹھتا ہے

جم کے بن جاتا ہے اک اور فلک زیر فلک

حسرتوں کا جو مرے دل سے دھواں اٹھتا ہے

لوں کسی کا میں سہارا یہ گوارہ بھی نہیں

بیٹھ جاتا ہوں وہیں درد جہاں اٹھتا ہے

روز کٹیا سے بہت رات گئے تیری جلالؔ

کوئی دیوانہ ہے جو نالہ کناں اٹھتا ہے

قاضی جلال ہری پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai

Qazi Jalal Haripuri

puchhte hain wo hamein dard kahan uThta hai
ek jagah ho to bata dun ki yahan uThta hai

bazm-e-hasti se to uThne ka hai dastur qadim
dukh baDa hota hai jab koi jawan uThta hai

jam ke ban jata hai ek aur falak zer-e-falak
hasraton ka jo mere dil se dhuan uThta hai

lun kisi ka main sahaara ye gawara bhi nahin
baiTh jata hun wahin dard jahan uThta hai

roz kuTiya se bahut raat gae teri 'jalal'
koi diwana hai jo nala-kunan uThta hai

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai written by Qazi Jalal Haripuri at UrduPoint. Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai is one of the masterpieces written by Qazi Jalal Haripuri. You can also find the complete poetry collection of Qazi Jalal Haripuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Jalal Haripuri' above.

Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Puchhte Hain Wo Hamein Dard Kahan UThta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.