Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai, Urdu Ghazal By Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji

Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji. Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھنکتے سکوں کی ارتھی جہاں سے گزری ہے

قاضی سید محی احفاظ شجیع

کھنکتے سکوں کی ارتھی جہاں سے گزری ہے

غریبی کاسہ لیے پھر وہاں سے گزری ہے

ہمارے دل کی لگی جب گماں سے گزری ہے

کبھی زمیں تو کبھی آسماں سے گزری ہے

ابھی تو حلقۂ زنجیر پاؤں میں ہے مرے

ابھی صدا مری آہ و فغاں سے گزری ہے

چڑھا کے آگ پہ ہانڈی میں بھوک بچوں کی

تسلی ماں کی بڑے امتحاں سے گزری ہے

لکیر کھینچ دی نفرت کی دو قبیلوں میں

کبھی جو تیغ ہوس درمیاں سے گزری ہے

سجا دئے گئے کانٹے دلوں کے آنگن میں

تعصبات کی دیوی جہاں سے گزری ہے

انہیں ملے گا بھلا کیسے منزلوں کا نشاں

کہ منزلوں کی طلب کارواں سے گزری ہے

رہا شجیعؔ بھی ماں کی دعاؤں کا محتاج

حیات جب بھی کسی امتحاں سے گزری ہے

قاضی سید محی احفاظ شجیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai

Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji

khanakte sikkon ki arthi jahan se guzri hai
gharibi kasa liye phir wahan se guzri hai

hamare dil ki lagi jab guman se guzri hai
kabhi zamin to kabhi aasman se guzri hai

abhi to halqa-e-zanjir panw mein hai mere
abhi sada meri aah-o-fughan se guzri hai

chaDha ke aag pe hanDi mein bhuk bachchon ki
tasalli man ki baDe imtihan se guzri hai

lakir khinch di nafrat ki do qabilon mein
kabhi jo tegh-e-hawas darmiyan se guzri hai

saja diye gae kanTe dilon ke aangan mein
tassubaat ki dewi jahan se guzri hai

unhen milega bhala kaise manzilon ka nishan
ki manzilon ki talab karwan se guzri hai

raha 'shajia' bhi man ki duaon ka muhtaj
hayat jab bhi kisi imtihan se guzri hai

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai written by Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji at UrduPoint. Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai is one of the masterpieces written by Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji. You can also find the complete poetry collection of Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji' above.

Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khanakte Sikkon Ki Arthi Jahan Se Guzri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.