Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata, Urdu Ghazal By R P Shokh

Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, R P Shokh. Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد بن کر بھی دل و جاں میں نہیں رہ پاتا

آر پی شوخ

درد بن کر بھی دل و جاں میں نہیں رہ پاتا

وہ سنورتا ہے تو امکاں میں نہیں رہ پاتا

فصل گل جھیل کے یوں جسم دریدہ تو نہ تھا

چاک بھی اب تو گریباں میں نہیں رہ پاتا

حمد کیجے بھی تو کیا اس کی کہ ہے برق صفت

دو گھڑی دیدۂ حیراں میں نہیں رہ پاتا

کچھ تو غمزے بھی ہیں اس دشمن دیں کے کافر

کچھ یہ دل بھی ہے کہ ایماں میں نہیں رہ پاتا

روزی روٹی کے سوالوں میں گھرا رہتا ہوں

دل میں جو شخص ہے ارماں میں نہیں رہ پاتا

آر پی شوخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata

R P Shokh

dard ban kar bhi dil-o-jaan mein nahin rah pata
wo sanwarta hai to imkan mein nahin rah pata

fasl-e-gul jhel ke yun jism darida to na tha
chaak bhi ab to gareban mein nahin rah pata

hamd kije bhi to kya us ki ki hai barq-sifat
do ghaDi dida-e-hairan mein nahin rah pata

kuchh to ghamze bhi hain is dushman-e-din ke kafir
kuchh ye dil bhi hai ki iman mein nahin rah pata

rozi roTi ke sawalon mein ghira rahta hun
dil mein jo shaKHs hai arman mein nahin rah pata

(398) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata written by R P Shokh at UrduPoint. Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata is one of the masterpieces written by R P Shokh. You can also find the complete poetry collection of R P Shokh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of R P Shokh' above.

Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ban Kar Bhi Dil-o-jaan Mein Nahin Rah Pata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.