Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi, Urdu Ghazal By R P Shokh

Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, R P Shokh. Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم کا گھر ہی گرا ہے تو نہ جاں ٹھہرے گی

آر پی شوخ

جسم کا گھر ہی گرا ہے تو نہ جاں ٹھہرے گی

یاد آئی بھی کسی کی تو کہاں ٹھہرے گی

تھک کے بیٹھا ہوں مگر زندگی بھاگی جائے

میں چلا جاؤں گا تو عمر رواں ٹھہرے گی

اس کے در سے جو اٹھے شہر سے پھر کیا مطلب

کسی صحرا میں ہی اب نقل مکاں ٹھہرے گی

بھول کر بھی نہ بھلانا اسے اے دل ورنہ

یہ سبک دوشی بھی اک بار گراں ٹھہرے گی

خود پہ ہر رت کو گزرتے ہوئے دیکھا تھا مگر

کیا خبر تھی کہ یہی ایک خزاں ٹھہرے گی

آر پی شوخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi

R P Shokh

jism ka ghar hi gira hai to na jaan Thahregi
yaad aai bhi kisi ki to kahan Thahregi

thak ke baiTha hun magar zindagi bhagi jae
main chala jaunga to umr-e-rawan Thahregi

us ke dar se jo uThe shahr se phir kya matlab
kisi sahra mein hi ab naql-e-makan Thahregi

bhul kar bhi na bhulana use ai dil warna
ye subuk-doshi bhi ek bar-e-garan Thahregi

KHud pe har rut ko guzarte hue dekha tha magar
kya KHabar thi ki yahi ek KHizan Thahregi

(304) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi written by R P Shokh at UrduPoint. Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi is one of the masterpieces written by R P Shokh. You can also find the complete poetry collection of R P Shokh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of R P Shokh' above.

Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism Ka Ghar Hi Gira Hai To Na Jaan Thahregi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.