Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main, Urdu Ghazal By R P Shokh

Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, R P Shokh. Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہروں میں ناچتا ہوا جنگل ہے اور میں

آر پی شوخ

شہروں میں ناچتا ہوا جنگل ہے اور میں

صدیوں کے بعد بھی وہی قاتل ہے اور میں

پاؤں کی گرد ہو چکیں کتنی مسافتیں

اب بھی مگر وہ دورئ منزل ہے اور میں

سمجھوں اب اور کیا تجھے کافر ادا نظام

برسوں سے ایک وعدۂ باطل ہے اور میں

پوچھو پسند تو ہے وہی چشم نیم باز

ویسے ہر ایک گام پہ مقتل ہے اور میں

آر پی شوخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main

R P Shokh

shahron mein nachta hua jangal hai aur main
sadiyon ke baad bhi wahi qatil hai aur main

panw ki gard ho chukin kitni masafaten
ab bhi magar wo duri-e-manzil hai aur main

samjhun ab aur kya tujhe kafir-ada nizam
barson se ek wada-e-baatil hai aur main

puchho pasand to hai wahi chashm-e-nim-baz
waise har ek gam pe maqtal hai aur main

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main written by R P Shokh at UrduPoint. Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main is one of the masterpieces written by R P Shokh. You can also find the complete poetry collection of R P Shokh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of R P Shokh' above.

Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahron Mein Nachta Hua Jangal Hai Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.