Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae, Urdu Ghazal By R P Shokh

Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, R P Shokh. Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھا بھلانا جنہیں پھر بھی وہی غم یاد آئے

آر پی شوخ

تھا بھلانا جنہیں پھر بھی وہی غم یاد آئے

ہم ملے بھی تو زمانے کے ستم یاد آئے

کار دنیا میں نہ شبنم ہے نہ عنبر نہ گلاب

دہر دیکھا تو تری زلف کے خم یاد آئے

یاد کر کے تمہیں رونے کا زمانہ بھی گیا

آج رویا ہوں تو سمجھا ہوں کہ تم یاد آئے

بھر کے جھیلوں کو چلا جاتا ہے ساون جیسے

اس طرح یاد ہے وہ شخص جو کم یاد آئے

یہ تو سچ ہے تھا مرے لب کے قریں اور گلاب

یہ بھی سچ ہے مجھے اس وقت بھی تم یاد آئے

آر پی شوخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae

R P Shokh

tha bhulana jinhen phir bhi wahi gham yaad aae
hum mile bhi to zamane ke sitam yaad aae

kar-e-duniya mein na shabnam hai na ambar na gulab
dahr dekha to teri zulf ke KHam yaad aae

yaad kar ke tumhein rone ka zamana bhi gaya
aaj roya hun to samjha hun ki tum yaad aae

bhar ke jhilon ko chala jata hai sawan jaise
is tarah yaad hai wo shaKHs jo kam yaad aae

ye to sach hai tha mere lab ke qarin aur gulab
ye bhi sach hai mujhe us waqt bhi tum yaad aae

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae written by R P Shokh at UrduPoint. Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae is one of the masterpieces written by R P Shokh. You can also find the complete poetry collection of R P Shokh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of R P Shokh' above.

Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tha Bhulana Jinhen Phir Bhi Wahi Gham Yaad Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.