Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha, Urdu Ghazal By R P Shokh

Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, R P Shokh. Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اتفاق تھا میں اس کا ہم زمانہ تھا

آر پی شوخ

یہ اتفاق تھا میں اس کا ہم زمانہ تھا

جو زندگی سے تعارف تھا غائبانہ تھا

کہیں ملے تو کبھی عمر رفتہ سے پوچھوں

کہاں ہے آج ترا جس سے دوستانہ تھا

بنا کے اب مجھے ایندھن جلائے جاتا ہے

یہی تھی شاخ کبھی جس پہ آشیانہ تھا

کبھی جو زعم ہوا وقت رہ گیا پیچھے

نظر اٹھائی تو دیکھا وہی زمانہ تھا

کہاں تھی کوئی سماعت مکیں وہاں تو فقط

جبین سائی کی خاطر اک آستانہ تھا

کبھی غزال سی خوئے گریز ہی نہ گئی

تھی قربتیں تو بہت ایک شاخسانہ تھا

آر پی شوخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha

R P Shokh

ye ittifaq tha main us ka ham-zamana tha
jo zindagi se taaruf tha ghaebana tha

kahin mile to kabhi umr-e-rafta se puchhun
kahan hai aaj tera jis se dostana tha

bana ke ab mujhe indhan jalae jata hai
yahi thi shaKH kabhi jis pe aashiyana tha

kabhi jo zoam hua waqt rah gaya pichhe
nazar uThai to dekha wahi zamana tha

kahan thi koi samaat makin wahan to faqat
jabin-sai ki KHatir ek aastana tha

kabhi ghazal si KHu-e-gurez hi na gai
thi qurbaten to bahut ek shaKHsana tha

(583) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha written by R P Shokh at UrduPoint. Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha is one of the masterpieces written by R P Shokh. You can also find the complete poetry collection of R P Shokh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of R P Shokh' above.

Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ittifaq Tha Main Us Ka Ham-zamana Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.