Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa, Urdu Ghazal By Raakesh Ulfat

Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raakesh Ulfat. Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت جب طے ہے تو پھر غم کیسا

راکیش الفت

وقت جب طے ہے تو پھر غم کیسا

آپ زندہ ہیں تو ماتم کیسا

گرم و سرد ایک ہی رت جیسے ہیں

اب ہمارے لئے موسم کیسا

آپ کو دیکھ کے یہ جانا ہے

خواب لگتا ہے مجسم کیسا

آسمانوں پہ کمندیں ڈالو

ٹھان لی جائے تو جوکھم کیسا

کوششیں چھوڑ دے اے چارہ گر

زخم ناسور ہے مرہم کیسا

راکیش الفت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa

Raakesh Ulfat

waqt jab tai hai to phir gham kaisa
aap zinda hain to matam kaisa

garm-o-sard ek hi rut jaise hain
ab hamare liye mausam kaisa

aap ko dekh ke ye jaana hai
KHwab lagta hai mujassam kaisa

aasmanon pe kamanden Dalo
Than li jae to jokham kaisa

koshishen chhoD de ai chaaragar
zaKHm nasur hai marham kaisa

(551) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa written by Raakesh Ulfat at UrduPoint. Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa is one of the masterpieces written by Raakesh Ulfat. You can also find the complete poetry collection of Raakesh Ulfat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raakesh Ulfat' above.

Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Jab Tai Hai To Phir Gham Kaisa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.